STUDY
AND
EXAM
.COM

Pathan Jokes - Funny SMS

Page - 8
Bewi: ap bohut motay hotay ja rahay hien
Patha: han lakin tum bhe to Moti hoti jarahi ho
Bewi: Main to Maa Bannay waali hon eslie
.
Pathan: Main bhe to baad bannay wala hon na
1st Pathan: Yar Sooraj rat ko kio nahe nekalta?
.
2nd Pathan: Kya pata nekalta ho magar itnay andhairay may kis ko dikhayi daiga
Pathan bakery walay Se: Tum kitnay saalon Say Jalebi bna rahay ho??
.
Bakery Wala bary fakhar say bola: 15 saal say
.
Pathan: Boht sharam ki baat hai ke aj tak tum Jalebi Seedhi na bana Sakay
Pathan: Yaar Mairay Lie Koi achi si Larki Ka Reshta dekh lo
.
Friend: Aik larki hay B.com ki…
.
Pathan: Qoum koi bhe ho bas taleem-e-yaafta ho
Sardar: Aisa kya kiya jaye ke saanp bhe mar jaye our laati bhe na toot jaye
.
Pathan: Jootay se maar do
Ek Pathan TV per Bomb Rakh ker Pakistan Cricket Final Match daik raha tha.
.
Bewi: Ye kya kar rahay ho??
.
Pathan: Agar Aj bhi ye match haar gaye tu sari team ko Bomb say uraa dunga
Pathan: Yaar Saddar Bazaar Konsi Bus Jati hai??
.
Admi: 22 number bus jati hai
.
2 ghantay guzarnay ke baad wo aadmi wapes aaya tu daikha ke Pathan Udhar hi Khara tha
Admi ne Pocha: Khan Sahab Tum abhi tak gaye nahe???
.
Pathan: Han Yaar 19 Bus tu chalay gaye ab sarf 3 owr bus jayen tu 22wain bus ajayegi, phr chala jawongaa
Pathan Ki Qabar Main Pahli raat 52 Farishtay aaye
Pata hai kion?
.
Kio ke 2 fareshtay sawaal pochtay thay
Baki 50 fareshtay Khan sahib ko sawaal samjhatay thay
Pathan to a Sardar: Main nay aisi dawaayi banaayi hai, Jo insane pee kar sab kuch Sach Sach Bolta hai.
.
Sardar dawaayi Pee kar: Aakh tou Ye tu tail hay..
.
Pathan: Daikha Tum nay sach hi bol dia, Ye waqai tail hi hay
Ek Pathan nay apni Baabhi ko jan se maar dala
.
Logo nay pocha ke baabhi ko kio maar dala??
.
Pathan: Yar main jis say bhe pochta tha ke Phone par kis say baat kar rahay ho, kahta tha Tumhaari Baabhi say
8