STUDY
AND
EXAM
.COM

Urdu Poetry SMS

Page - 5
Khuli ankhon mai sapna jhaanktha hay
Wo soyaa hai par kuch jaagta hay
Mujhay har halat mai kio na samjhay
Wo tu mujhay sab hawaalon se jaanta hai
Kesi kay dehaan mai dooba howa dil
Bahaanay se mujhay jo taalta hay
Sarak ko chor kar chalna paraiga
Ke saraf kacha raasta jaanta hay     
Yon hi tanhaayi may hum dil ko saza daitay hain
Nam Lekhtay hain tera, Lekh Kar mita daitay hain
.
Ye soch kar hi rahnay diya armaano ko dil may
Kuch haseen yaadon ko ghar mai jagah daitay hain     
Ek umar kay baad usko daikha
Ankhon mai sawaal thay hazaron
Honton pay magar wahi tabbasum
Chehray pay lekhi howi udaasi si
Simti howi baazowon mai
Boht dair tak mai sochti rahi
Kis sokhay howe pattay ki tarah
Mai kis shajar say kat gait hi
Kis chaawon ko tarak kar dia tha
Mai usky gallay lagi howi thi     
Kio hamesha Kesi ki talaash hoti hay
Kio yon hi es dil ko kesi ki aas hoti hay
.
Chaand ko daikho Wo bhi tu tanha hai
Phr bhi chaandni si roshan us ki rat hoti hay     
Log tu apna bana kar chor daitay hain
Apno Say reshta tor ke ghairon se reshta jor daity hain
.
Hum tu ek phool na tor saktay hain
Na jane log dil kaisay tor daity hain
Log apna bana k chor detey hain,     
Jab ban gia hay woh khwaab ki tarah..
Zedagi guzar rahi hay azaab ki tarah..
.
Khushboo kay Qalam say Shayad likha tha Us nay
Khath ka har lafaz mehak raha hay gulaab ki tara..     
Muj par ilzam hain tabhi tum khafa hotay ho
Mai Mujrim tu nahi kio mujhay saza daitay ho
.
Agar Mohabbat nahi Tu ikhlaaq bhi koi cheez hay sanam
Tum kio har baar mujhay nazron Se gera daitay ho     
Ussay chaaha bhe to izhaar na karna aaya
Kat gai umar tu sari par hamay pyaar na karna aaya
.
Us nay maanga bhe kuch to judaayi maangi
Owr hamay enkaar na karna aaya     
Har aik zakham ka chehra gulaab jaisa hai
Magar Yai Jaagta Manzar bhe khwaab jaisa hai
Yai talkh talkh sa Lehjaa, Yai taiz taiz si bat
Mezaaj-e-yaar ka aalam bhi sharab jaisa hai
Bara taweel, nehayat haseen, boht khaas
Maira sawaal tumhary jawaab jaisa hai     
Toot jatay hain Sabhi reshtay magar
Dil say dil ka raasta apni jaga
.
Dil ko hay tum se na melnay ka yaqen
Lakin tumhay paa lainay ki duaa apni jaga     
5